Mobile Ka Hindi Matalab Mobile Ka Hindi Naam Kya Hai Mobile Ka Hindi Meaning
Mobile Kise Kahte Hai Mobile Ka Hindi Kya Hoga Mobile Ki Hindi Kya Hai
![]() |
Mobile Ki Photo Mobile Kya Hota Hai in Hindi |
![]() |
Mobile Ka Inventor Martin Cooper |
- Android Kya Hota Hai Android Smartphone Ki Khoj Kisne Ki?
- Pokemon Game Kya Hai aur Ye Kese Download Ki Jati Hai?
Mobile Kab Bana Mobile Kisne Banaya Hai Mobile ki Jankari Hindi Me Mobile Ka Hindi Kya Hota Hai
Mobile Phone Kya Hai Mobile Ka Avishkar Kab Hua Tha Mobile Ka Avishkar Kisne Kiya Mobile Phone Information in Hindi
Mobile ek device ka naam hai device yani computer ek aisi cheez jo insan ke isharo per chalti hai jis hum dekh sakte hain chu sakte hain touch kar sakte hain iske zariye apne se dur bethe hue logon se phone par baten kar sakte hain mobile ke zariye internet chala sakte hain mobile per videos dekh sakte hain mobile phone ki invention Motorola company ke Dr. Martin Cooper ne 1973 ko aaj sey 40 saal pehle 3 April, 1973 mein ki pehle cell phone ko motorola engineer Martin Cooper ne banaya tha. Lekin Martin Cooper wo network use nahin kiya tha jo network aaj kal hum istemal kar rahe hain.
Mobiles phone ki modern form Smartphone hai jis mein aap Apps chala sakte hain Internet use kar sakte hain Games khel sakte hain YouTube chala sakte hain Facebook ka istemal kar sakte hain Twitter sey tweet kar sakte hain Instagram use kar sakte hain. Wireless internet jisy aam zuban mein Wi-Fi bolte hain iski wajah sey Internet ka istemal asan ho gaya hai 3G Connection aur 4G Connection mein data plans thore expensive hote hain lekin Wi-Fi DSL mein aapko unlimited data diya jata hai. 2010 tak Nokia mobile market mein leader tha lekin Asia mein Micromax, Nexian aur i-Mobile ubhar kar samne aaye jinhon ne Nokia ka market share tor diya. Android powered smartphones aane ke baad bhi Nokia ki company ko bohat bada dhachka laga tha jis ki wajah se Nokia ka India mein market share numayan taur par 31% se 56% tak neeche gir gaya. Iske shares Chinese aur Indian mobile manufacturers k low-end mobile phones ki wajah se bohat mutasir huye. Agar aap ko meri ye post achi lagi hai to neeche thanks box par click kar dain aur iss informative post ko Share ke button par click karke facebook ya twitter par apne friends ke sath share bhi karen.
Sabse phela smartphone konsi company ne banaya tha...?��
ReplyDelete